Monday, 28 June 2010

hasino ne hasin bankar...

hasino ne hasin bankar gunah kardiya,
auro ko thik hamko bhi barbad kar diya ,
is barbadi ki hamne gazal banadi ,
auro ne to thik unhone bhi wahh wahh kardiya...

No comments:

Post a Comment