Monday, 28 June 2010

Bahut khusnuma kal...

Bahut khusnuma kal ki raat gujri hai ,
kuch tanha par kuch khaas gujri hai,
na neend aayi na khwab koi,
bas aapke hi khayalo me gujri hai!

No comments:

Post a Comment